15 Blog Post Writing ideas In Hindi
15 Blog Post Writing ideas
Blog Ke liye idea Kaise
Dhunde
Hum post likhte hai or
unhe publish karte hai. Mai sabhi ki baat kar raha hu. Ismai sabhi ki website
or blog bhi aa gye. Post likhna har blog ke liye jaruri hai. Bina post blog
grow nahi karega. or jab blog grow nahi karega to hum money kaise kama payege.
Or jab hum money nahi kam payege to hamra blog me bhi interest khatam ho
jayega. Mai bilkul sach baat bata raha hu.
India me bahut sare log
blogging karte hai or wo kuch log blog se paise nahi kama pate to kuch hi dino
ke baad blog likhna chood dete hai. Lekin agar hum lagatar apne hosle ko
barkarar rakh kr kam karte rahe to kuch dino baad hum itna paisa kamasakte hai
ki aap sayad uski umid bhi nahi kar sakte.
hum paisa (money) ke liye
hi blog ki suruvat karte hai. Or uske liye hume interesting post ko likhna or
unhe reader ke sath share narna hota hai.
Agar reader ko post
pasand aati hai to aapke blog pr baar baar aata hai. Wo aapki post ko share bhi
kare hai. Aapko achche achche comments bhi karta hai.
Lekin kya aapne kabhi ye
socha hai ki agar hum lagtar koi bhi post likhte hai to uske liye hume lagatar
achche article ki jarurt padti hai.
Lekin hume har din new
article ko bahut hi search karna padta hai ki kya likha jaye ki blog ke liye or logo ke liye achcha ho.
Aapki isi pareshani ke
liye maine aaj ye post tyar ki hai ki aap new article ko aaram se samaj sake or
uske bare me likh sake.
Ye post aapko bahut sari
information degi jo aapke liye bahut hi labh kari hogi post likhne me.
To ham start karte
hai
1. Aap List wali Post Bana sakte hai
Aap kis books ki list ke
liye post tyar kar sakte ho. Or ek or tarah ki list bhi aap add kar sakte ho
apni post me wo hai instruments ki. Aap inke bare me likh bhi sakte ho.
2. How To Wali Post Bana Sakte Ho
Aap logo ko guide kar sakte
ho. Iske liye aap how to wale tutorial bana sakte ho. Or aap apne experience se
blog ki guiding kr sakte ho. Yah bhi post post ke liye bahut hi popular hai.
Bahut sare log ise follow karte hai. Isme aap visual element dal sakte ho. Jo
ki aapke reader ke liye bahut hi achchi ho.
4. Aap reader ke liye step-by-step guide ki post likh sakte ho
Step-by-step wali post bahut hi popular hoti hai google bhi
unko high ranking deta hai. Liken iske liye aapko logo ko eke k point clearly
samjhana hoga or usme images ka thoda dhyan rakhna hoga.
5. Problem Ke Solution Ki Post
Aap logo ki problem se judi post likh kr unka solutions de
sakte ho. Aaj ke din ye bhi bahut hi high rank mai aata hai .logo ki problem ko
samjho or unke solutions ke bare me likho . likhte samay aap pura khule dil se
likhe taki padhne wale ko pura samajh me aa jaye.
6. Write SAQ Post
Sag ko sayad aapne pahle nahi suna hoga lekin aapko FAG ke
bare me to pata hi hoga. Ye blikul fag ki tarah hi hai. Aap iase problem ke question
ke bare me likhe jiske bare me logo ko puchne me bhi dikhat hoti ho. Lekin iase
log internet pr jyada dekhte hai in parshno ko.
7. Studies Post Writing
Aap padhayi se Related post likh sakte ho. Or jyada se jyada
readers ko pa sakye ho. Lekin aap iske bare me net pr search karege to aapko
iske bare me bhi achche se pata chal jayega.
8. Kya Kaise Post
Aap agar hindi me likhte hai to aap kya kaise type ki post
bhi likh sakte ho. Ye bhi how to jaise hi hoti hai liken aapko ye dekhna hoga
ki log kya jyada search karte hai. Ye post aap kisi kha guide ke liye bhi bana
sakte hai.
9. Definitions ke liye post
Aap Definitions ke liye bhi post bana sakte hai jis ki
students ko bahut hi jyada madad milegi. Aap business se related definitions
wali post karo agar aapko jyada paise kamane hai to kyoki business wali keyword
post me aapko ad ke high rate mil sakte hai. Definitions ke liye aap alag
series ki post bana sakte hai.
10. Post Ki Series Bana Ke likhna
Aap posts ki series bhi bana ke likh sakte ho. Aap jaise
adsense ke liye series me post likhni hai to aap starting se series wise post
likho ki kaise apply karna karna hai , kaise approve hoga etc. bana sakte hai.
Or iske liye aap dailye ya week me 2 post bhi likh sakte ho.
11. Questions-Answers Post Bana Sakte Ho
Agar aap is tarah ki post banate ho to aapko bahut jyada
traffic pa sakte ho. Aap logo se blog related, life related, samaj se related
swal puchne ke liye post bana sakte ho. Log comment karege or aapko uska uatter
denge. Aap logo se swal puchne ke liye bolo. Aap reader ko jyada karib rakhoge.
12. Motivational or Inspirational Wali Post
Aap is type ki post likh kr logo ko motivate kar sakte ho.
Log aapke blog me interest lene lagenge. Hunhe aap jivan ki sachchayio se vafik
karvawo. Aap apna real life experience share kar sakte ho. Aap motivational
post likh kr apni pachchan bana sakte ho.
13. Quotes And Whatsapp Status Post
Aap Logo ke liye achche status likh sakte ho. Love status
likh sakte ho. Facebook tatus likh sakte ho. Aap ache ache jokes bhi likh sakte
ho.
14. Logo Ki Profile Ki Post
Aap successful logo ki profile ke bare me post bana sakte ho.
Unke jivan ke baare me likh sakte ho. Unke official page, website, company ke
bare me logo ko information de sakte ho.
15. Car Insurance, Car Donate, Loan, Educational website or software and data recovery ke bare me post
Agar aapko jyada paise kamane hai to aap is type ki post likh
sakte ho. Ye keywords jyada cpc wale hote hai. Agar aap alag se inke liye blog
bana lo to aap bahut paise kama sakte ho. Lekin blog ya post likhne ke liye
aapko pahle inke bare me khud study karni hogi.
Aap bahut hi ache se car insurance ka blog bana sakte ho. Aap
car donate and car quotes ke bare me bhi logo ko samaja sakte ho. Aap jintne ki
soch rahe hai aap us se jyada inse earn kar sakte ho. Bas aapko lage rahna
hoga. Result ke liye wait karna ho. Lekin jab aap is tarah ke post karoge to
aap apne aap recovery kar loge.
Conclusion
To Dosto ye kuch post writing ideas the jo aapne padhe. Aap
inmai se choose karke uske bare me likh sakte ho. Aapko har dam sikhte rahna
chahiye. Kyoki ek din me koi bhi mahan nahi ho sakta. Aapko achcha karte rahna
hoga.
क्या आपने कभी रात में तारो को देखते हुए ये सोचा है की क्या वहाँ भी कोई रहता है l अकसर हम सब के दिमाग में ये सवाल आता है की क्या हम इस ब्रह्मांड में अकेले है ? बहूत ही बढ़िया पोस्ट l
ReplyDeleteआपको इस लेख में alien के बारे में पूरी जानकारी दूँगा l और हाँ अगर आप सोचते हैं की alien नहीँ होते है तो ये हमारा दावा है की इस पेज को पढ़ने के बाद आपका दिमाग बदल जायगा l
http://wp.me/p7EdV7-1l
बहुत ही अच्छा और उपयोगी लेख। इससे ब्लागर्स को लिखने मेें काफी अासानी हो जाएगी।
ReplyDeleteJab koi new blog shuru karna hota hai to jadatar log yahi sochte rehte hai ki kis cheej ko le kar blog banaye. Aapne to to yha 1 nahi 15 tips de diye. Good post and ideas too.
ReplyDeleteThanks bro, aapne bhi thik kaha hai , har blogger ye samshya to rahti hai ki kon se topic pe likhe.
Delete