आम के जरूरी लाभों के बारे मे जानें

Aam Ke Labh
Aam khane mai bahut hi mitha hota hai. sayad aam aapka favorite fal bhi ho.india ka national fruit bhi aam hi hai. aam khan eke sath sath bahut hi gunkari hai.ye bahut hi bimariyo me kam aata hai. iske bahut hi labh hai jo mai aapko is post me batane wala hu.

Aam (Mango) Kin kin Bimario me kam aata hai
aam ke fayde

List Blow The Benefit Of Mango In Hindi


Khasi Me ( In Cough) – Aam khan eke alawa bimario me bhi kam aata hai jaisa ki maine aapko pahle bhi bata hai. unme se ek ye hai ki ye khasi me bhi kaam aata hai. aap pake hue aam ko bhun kr use thande hone k baad chuss le to aapki khasi (cough) me bahut hi aaram hoga.

Hichki  ko Kaise Bane kare – aap aam ke patto ko ek chilam me bhar kr ya aap un patto ko achhi tarah se kuth le or unka ras nikal le. Us ras me thoda sa sahad  mila kr savan karne se aapki hichki bilkul hi band ho jayegi.

Aap pahle pani se paryog karke dekh lene . agar aapki hichki pani se nahi rukti hai to aap ye formula apply kar sakte hai.

Jigar ki bimari ka ilaj- jigar ki kamjori me aapko patle dust aane lag jate hai. isilye is kamjori ko rokne ke liye aap 5-6 gram aam ke patto ko chaya mai sukhakr unko 250 pani me ubal le . fir usko aadhe se bhi kam rahne pr usko chan le.Fir usko baad me usmai dhul milakr har roj pi le aapki bimari bilkul thik ho jayegi.

Madhumai ka ilaj – aam ke 1-2 gram patto ko aap ½ pani me ubal le fir uske ek chothai rahne pr aap har roj peo. Aapka madhmai me bahut hi labh hoga.


Aam Ke Or Upaye
1.Aam Ke Patto ko Khane se aapke Dat (Teeth) bahut hi majbut ho jayege .

2.  Kuch mithe aamo ke ram me cow ka dudh milakr or adarak ko leke in teeno ko aaps me milakr har roj pine se aapka dimag bhi bahut hi tej ho jayega. 

3.Aapko agar aakho kea age andera dikhne lagta hai to aapke liye ye bahut hi kam ka hai.

4.  Aam Ke phulo ke churan ko dudh ke sath lene se aapki kamsakti me bahut hi labh hota HAI.

5.Aam khan eke baad dudh pina chahiye , pani nahi pina chahiye.

6.Har roj ek aam khane se aapka sarir sawasth ho jayega.


7. Aagar aapko jyada pyas lagti hai to aap aam ki guthli ko pees kr usme miththi misri milakr pine se aapki pyas santh ho jayegi.

8.Haie me aap aam ke jus ko pea. Aapko bahut hi labh hoga.

Keyword: aam ke labh in hindi, aam khane ke fayde, mango, aam ke upyog, aam kaise khaye.

2 comments:

Powered by Blogger.