दांतों के दर्द को ठीक करें मात्र 5 मिनट में, अपनाकर देखें ये उपाय
Danto Ke Dard Ko Thik Kaise Kare
Agar
aapke danto me dard hai to aapko pata to hoga ki danto ka dard kitna khatarnak
hai. mujhe lagta hai ki danto ka dard sabse jyda dard dena wala dard hai. dant
ke dard me aapko bahut hi badi kathinayi ka samna kar hota hai. ye baat ki “
jisko dard hota hai wo hi dard ho jan sakta hai ” is dard me sabse jyada boli
jati hai.
Bahut
baar khane se or kai bare danto ko thik tarike se saf na karne se ya fir danto
me kide lagne se dhere dhere dard hona suru ho jata hai. or ye dard bahut hi
tej ho jata hai. dard ka karan koi bhi ho danto me. Lekin wo dard hota hai wo
bahut hi pida dena wala hota hai.
Aaj
aapko hum danto ke dard ke liye saral upchar ke bare me batayege. Aasha karta
hu ki aap inko istmal jarur karege or sath me iske bare me apko dosto ko bhi
jarur bataye.
Danto Ke Dard Ke Liye Upchar
1. Pisi
hui haldi or sarso ka tell eke in 3 ko achche se mila ke paste bana le. Is
paste ko aap ek dibbe me pack kar le or jab subah aap uth ke burus karte ho to
uski jagah pe aap ise apni burus pe thoda sa paste rakh key a fir aap apne
haatho ka istmal bhi kr sakte hai or isko apne danto ya apne masudho pe laga
le.
Kuch der
baad aap apne pani dalkr us se kula kar le. Isse aapke danto mai dard kabhi bhi
nahi hoga or jo dant aapke hilte hai wo dant jam jayge. Aapko payriya bhi nahi
hoga
2. Aap
nimbu ke chilke ka bhi upyog kar sakte hai dant ke dard mai. Nimbu ke chilko me
sarso ka tel laga kr aapne danto or masudo me laga le. Is se aapke dant chamkne
lag jayge. Or aapka dard bhi khatam ho jayga.
3. Ab
aapko ek or paryog batata hu. Jamun ke patto ko kha kr uske ras ko apne muh me
fala le or thodi der baat thuk de.ya fir iska ek or paryog bhi hai jamun ki
chalk o pani me ubal kr har roj kulla kare aapke har parkar ke dant dard me
labhdayak hai.
4. Hing danto
ke dard ke liye sabse achchi duayi hai. hing aapko dant ke dard e turant labh
delati hai. agar aap hing ka paryog mossmi ke sath kr sakte ho. Agar aapke pass
mosmi nahi hai to aap nimbu ka paryog bhi kar sakte hai.
5. Tillo
ke tel me thoda sa sindha namak (salt) dal ke aapne danto laga sakte ho. Aapki
har parak ki dant problem se chutkara
dila sakta hai.
6. Ek
paryog ke bare me to aap bhi jante honge. Wo hai long ka paryog. Long ke paryog
karne se hamare danto ke sare backtirya mar jate hai. aap long ko dard ki jagah
pe rakh lo aapke dard me aaram hona suru ho jayega.
7. Pyaj
ko danto ke dard ke liye sabse utam mana jata hai. agar aap har roj ek ya do
payaj khate hai to aapko danto ke dard ki sikayat bahut hi kam hogi. Kyoki pyaj
me bahut sare gun hote hai. dard hone pr
aap pyaj ka istmal kare. Aapko dard me aaram hona suru ho jayega.
8. jadh
me kida lagne se bahut dard hota hai. agar aap amrud ke patto ke kade ke danto
me kulla karne se aapka yah dard thik ho jayega. Amrod ka kada banana ke liye
amrud ke patto ko pani me ubal le jab wo kada legne lage to aap uska istmal
kare.
9. Namak
ke pani ke kulle karne se bhi dard me labh milta hai. haldi ka churan danto pe
lagane se aapka khun nikalna band ho jayega.
Last Word.....
Jab bhi
aap khana khao to uske baad kulla jarur kar le. Garam cheej ke baad kabhi bhi
thandi cheej na piye. Ye kuch tips the danto ke liye. Aap iska upyog karke apne
danto ko dard se bacha sakte ho. Aap se ek request hai bhai hi ise apne dosto
ke sath share jarur kare,
नये साल के शुभ अवसर पर आपको और सभी पाठको को नए साल की कोटि-कोटि शुभकामनायें और बधाईयां। Nice Post ..... Thank you so much!! :) :)
ReplyDeleteदांतो में दर्द होने पर क्या करना चाहिए, इस दर्द की क्या वजह होती हैं. और दांत दर्द कितने प्रकार के होते हैं यहां पड़ें.
ReplyDelete