चिकनगुनिया को करे जड़ से खत्म सिर्फ इन घरेलू उपायों से
Chikungunya Bimari se rahat pane ke liye Upaye
![]() |
Image source |
Chikungunya ek tarah ka
viral bukhar hai jo machar ke katne se hota hai. Chikungunya alfavirus
ke karan bhi hota hai jo machar ke katne ke doran manav ke sareer me chale jate
hai.
Chikungunya Ke Lakhsan
is bimari me hamre sareer ke jodo me ( joint pain) dard hota hai. Or isme sir
me dard bhi tej hota hai. Aadmi ko ulti aapne lagti hai or uska ji machlane
lagta hai. Jab ki aisa bhi paya gya hai ki kai logo ko to muh ke masudo se or
nak se khun aane lag jata hai. Is machar ke katnee pr bimari ko ubharne me kam
se kam 12 din lag jate hai.
Chikungunya Ke liye Gharelu Upchar
Aaj yaha pr mai kuch gharelu upchar bata raha hu jis se ki
ye bukhar bilkul thik ho jayega.
1. Papite Ki pati (Papaya Leaf)
Papite ki patiya na kaval dandu bukhar me kam aati hai balki
ye Chikungunya ke bukhar me bhiutni hi parbhavi hai. Is bukhar me sareer ki
platelet bahut teji se niche girti hai. Agar aap papite ki patiyo ka istmal
karo to sirf keval 3 ghanto me yah sareer me khun ke platelet ko bada deti hai.
Iske liye aap papite ki patiyo ko piskr unka jus nikal le .or us jus ke 2-2
chamach din me 3 baar le le.
2. Tulsi Or Ajwain
Tulsi or ajwain bhi Chikungunya ke liye bahut hi labhdayak
dawa hai. Iske upchar ke liye aap ajwain ,kismis or tulsi or neem ki sukhi
patiyo ko ek gilas pani me ubal le. Iske baad isko chan le or is ras ko aap din
me 3 baar jarur paryog kare.
3. Gajar (Carrot)-
Gajar bhi Chikungunya ke bukhar me labhdayak hoti hai. Or
ismai aapko kachi gajar ka paryog karna chahiye. Jo ki bahu hi fayde man dhoti
hai. Yah rogi ke sareer me rogo se ladne ki sakti pardan karti hai. Yah jodo ke
dard me bhi fayda pahuchati hai.
4. Angur (Grapes)
Angur ko gaye ke dudh ke sath lene se bhi chikan gubiya ka
virus mar jata hai. Lekin do baate dhyan rakhni chahiye ki dun keval gunguna
hona chahiye or dusri baat angur keval bina beej ke hone chahiye.
5. Long (Laung Or Clove)
Jodo ke dard me lahsun kop is piskr usmai long ka tel mila
kr kisi kapde ki sahyta se band de jaha pr dard hai. Isse bukhar wale aadmi ko
bahut aaram hota hai jaha pr dard ho raha hai. Or isse sareer ka tapman bhi
niytrit rahta hai.
To dosto IsKe Baare me aap logo ko sabko batana hai. Kyoki
bahut se log is rog se jaan gawa chuke hai. Isliye please share this post.
Thanks
No comments: