इलायची एक महत्वपूर्ण गुणों का खजाना
Hari Ilaychi Ke Gharelu Upchar
Ilayachi bahut hi achhi mani jati hai isko bahut sari chijo
me istmal kiya jata hai. Aaj aapko iske faydo ke bare me batayege.
1. chilke sahit ilaychi ko aag me jalakr uski rakh kar le.
Is rakh ko sahad me milakr chatne se ulti jaldi thik ho jati hai.
2. hari ilachi 10g ,sof 20g, misri 40g, ab teeno ko bahut hi
barik pis le. Har subah ek chamch is churan ko dudh ke sath pine se aakho ke
rog jaldi thik ho jate hai. Or is se dil ki bimari bhi thik hoti hai.
3. chilke sahit choti ilachi, soth, kali mirch or dalchini
ko barabar bhag me lekr pis le. Or uska barik churan bana le. Jab aap chaye
banaye to thoda sa churan dalkr chaye banayege to bahut hi swad chay banegi.
4. long ke tel ki 1-2 bund rui ke fohe pr rakh kr aapke jis
dat me dard hai aap us dant pr rakh le. Aapka dant dard dur ho jayega.
5. nariyal ke tel me long ke tel ki 7-8 bung tapkakr yah tel
seer me laga kr malish karne e seer dard thik ho jata hai.
6. Long, sof, choti ilachi or thoda sa khopra barabr bhago
me kr muh me rakhne aapka muh saf ho jayega or aapke dant bhi majbut honge.
बहुत ही बढ़िया article है। very nice ......Share करने के लिए धन्यवाद। :) :)
ReplyDeleteGreat Article...
ReplyDeleteachi post hai
ReplyDelete