Meta Tags Kaise Laiye Blog Me
How To Make Meta Tags In Hindi
Hello Kal Hum Ne Jana Tha Ki Kaise Blog Ki
Logout Change Kate Hai .
Aaj Hum
Janege Ki Blog Me Meta tags Kaise Lagate Hai. Suru Karne Se Pehle Hum Ye
Smajhna Jaruri Hai Ki Ye Meta Tags Kya Hote Hai Or Blog Me Lagana Kyo Jaruri
Hai.
Meta Tag Ek
Parkar Se Apke Blog Ke Liye Ek Achche SEO Ka Kam Karta Hai . Mata Tags Se Pta
Chalta Hai Ki Apka Blog Kis Chij Ka Hai Or Aap Kis Baare Me Traffic Chahte Ho.
Google Ye Confirm Karta Hai Aapne Apne Blog Me Kon Se Keyword Use Kiye Hai.
Isse Apki Blog Rank Me Bahut Achcha Sudhar Aata Hai. Meta Tags Ko Aap Do Tarah
Se Dal Sakte Ho .
Ek Blogger
Ki Setting Me Ja Kr Meta Description Me Apne Blog Ke Keywords Dal Sakte Ho.
Dusra Aap
Apne Template Ko Edit Karke Bhi Dal Sakte Ho. Template Me Dalne Se Aapko Achche
Parinam Mil Sakte Hai.
![]() |
Add Meta Tags |
Tips To Create A Meta Tag
Meta Tag Kaise Banaye
Meta Tag Aap
Bahut Tariko Se Banna Sakte Ho. Apko Buhut Sari Websites Mil Jayegi Jo Aapka
Meta Tag Online Bana Degi. Liken Mai Aap Ko Bata Du Ki Aap Aapne Template Ko
Edit Karke Usme Meta Tags Ko Dudh Kr Dal Sakte Ho . Lekin Me Yaha Aapko Meta
Tag Ka Format De Reha Hu Aap Iski Madad Se Apne Blog Me Dal Sakte HO Ya Blog Ki
Layout Me Ja Kr Bhi Dal Sakte
Ho.
Mata Tags Format
<TITLE>Blog
title</TITLE>
<META
NAME="description" CONTENT="Apne Blog Ka Discription
Dale">
<META
NAME="keywords" CONTENT="enter Your Blog Keywords">
<META
NAME="robot" CONTENT="index,follow">
<META
NAME="copyright" CONTENT="Copyright © 2016 Enter Blog Title.All
Rights Reserved.">
<META
NAME="author" CONTENT=" Apna Nam Dale">
Is Format Ko
Copy Karke Aap Ese Apne Blog Ke Layout Me Ja Ke Html Widget Me Paste K De .Or
Fir Btayi Gyi Jankari Ko Edit Kr Le
Or Agar Aap
Template Edit Krna Jante Ho To Us Me Dal De.
Agar Aapko
Meta Tags Dalne Me Koi Dikat Aa Rahi Hai To Aap Comment Me Bata Skte ho ,Mai
Aapki Puri Madad Karuga. Thank You.
No comments: