Blog Ki Layout Setting Kaise Change Kare
How To Change Layout Setting In Hindi
Esse Pehli Post Me
Humne Jana Tha Ki Template Kaise Change Kare.
Aaj Hum Janege Ki Template Change Karne Ke Baad Aapne Blig Ko
Sahi Tarike se Kaise Set Kre . Blog Ki Setting Karne Ke Liye Aap Pehle Le Smaj
Le Ki Kyo Blog Ki Setting Krna Jaruri Hai. Aapne Dekha Hoga Ki Template Upload
Karne Ke Baad Jab Aap Apne Blog Ko Open Karke Dekhoge To Aap Wo Thoda Achcha Sa
Nahi Lagega .
Agar Apko Achcha Nahi Laga To Btao Apke Visitor Ko Kaise Lag
Sakte Hai. Aagr Visitor Achcha Nahi Lage To Aapka Blog Kaise Chalega.
Jis Parkar Aapke Baal
Bde Hone Pr Unko Chote Ya Unki Cutting Krwana Jaruri Hota Hai Usi Parkar Aapko
Blog Me Bhi Unchahe Widget Ko Bhi Hatana Hoga. Aapke Blog Ko Sunder Banane Me
Aapki Madad Karuga. Agar Apko Coding Aati Hai To Aap Unko Template Ki HTML Me
Ja Kr ke Use Thik Kar Sakte Ho.
![]() |
Change Blog Layout Setting |
Lekin Agar Aapko Coding Nahi Aati Hai To
Blogger Ke Layout Option Ki Madad Le
Sakte Ho. Ab Me Aap Ko Layout Ki Madad Se Blog Ko Formatting Krna Btata Hu .
Blog Ki Layout Kaise Change Karte Hai -:
o
Apne Blog Ke Layout Option Jao.
o
Layout Option Me Aapko Bahut Sare Boxes Dikhayi
Denge. Aap Jo Chaho. Us Box Ko Utha Kr Kisi Dusre Box Ki Jagah Rakh Sakte Ho.
o
Mai Apko Bta Du Ki Mai Apko Ek Achchi Formatting
Ke Baare Me Baata raha Hu ,To Dhayan Se Samjhna.
o
Ek Achche Blog Me Hameesa - Main Menu, Popular
Post, Recent Post, About Me, Archive Jaise Wedgat Hote Hai Or Wo Bhi Sahi Dang Se.
o
Sabse Pehle Recent Post Wala Widget Lgaiye Or Fir
Popular Post Wala Or Baad Me Archive Wo Wedget Use Kare, About Me Ko Aap Post
Ke Baad Ya Sabse Last Me Rakh Sakte Hai.
o
Kuch Widget Ko Edit Karte Time Remove Ka Option
Nahi Dikhayi De Sakate Iske Liye Apko Template Ke Option Me Ja Kr Usko Dhundh
Kr Uske Aage Aapko True Likha Milega Usko Aapne False Me Likh Dena Hai Or Fir
Baad Me Usko Save Karke Layout Me Ja Kr Usko Replace Ya Remove Kr Sakte.
Agar Blog Design Me Koi Dikat Aa
Rahi Hai To Please Comment Kare Mai Usko Thik Kar Duga. Thank You
Mujhe mere blog me menu me setting karna hai
ReplyDeleteThank you sir आपने बहुत ही अच्छा knowledge शेयर किया है। मैंने हाल ही में अपना एक New हिंदी ब्लॉग start किया हैं।
ReplyDeletehttps://www.24online.tech/2020/04/how-to-change-blogger-template.html