Apne Blog Ka Template Kaise Change Kare
How To Change Blog Template In Hindi
Hello Kal Humne Blog Kaise Banate Hai Jana Tha .
Aaj Hum Jane Ge Ki Blog Ka Template Kaise Change Karte Hai.
Aap Blogger Me Diye Gye Template Ko Bhi Use Kr Sakte Hai. Lekin Blogge Ke
Template Me Aapko Professional Look Nahi
Milega . Isi Liye Aap Use Kisi Achchi Si Site Se Download Kar Sakte Ho . Aapke
Template Ka Look Ek Dum Seo Se Optimize Hua Hona Chahiye Or Look Bhi Ek Dum Achcha Dikhai Dena Chahiye
Taki Yadi Koi Visitor Apke Blog Par Aaye
To Wo Baar Baar yaha Aana Pasand Kare. Asi Bahut Sari Website Mil Jayegi Aapko Jo Apko Aapki Pasand Ka Template Aapko
De de.
Jab Aap Template Download Kr Lo To Ek Baar Usse Edit Jarur Kar
Lena Chahiye. Usme Wepsite Ka Credit Link Hota Hai ,Karipe Krke Meri Mane To
Aap Use Vahi Rehne De .Usse Apko Hi Fayda Hoga. Ye Baat Aap Google Adsense Me
Pata Chal Jaygi . Aap Usme Menu Ko Change Kr Sakte Ho. Or Save Karte Time Usko
Uski Hi Format Me Save Kre. Taki Aage Apko Koi Presani Na Ho.
![]() |
Change Blog Template |
Ab Baat Karte Hai Ki Kaise Hum Apne Blogger Ka Template Change
Kar Sakte Hai. Iske Liye Maine Niche Kuch Tips Likhi Hai . Unko Dhayan Se
Follow Krke Aap Apne Template Ko Change Kr Sakte Ho.
Tips To Change Blogger Template
o
Sabse Pehle Apne Blogger Ke Dashboard Me Jana Hoga
.
o
Fir Aapko Apna Blog Kholna Hoga Agar Aapne Ek Se
Jyada Blog Banaye Hai To.
o
Blog Sahi Tarike Se Khulne Ke Baad Layout Ke
Template Me Click karo .
o
Ab Template Ka Option Khul Jayega.
o
Ab Apko Screen Ke Ek Kone Me Backup/Restore Ka
Button Dikhayi Dekh .
o
Us Button Pe Click Kro.
o
Ab Ek Pop Up Window Open Hogi.
o
Pop Up Window Me Aapko Do Option Milege- Ek
Download Template Or Dusra Upload Template.
o
Pehle Aap Apna Pechla Template Download Kr Sakte of Dusre Template
Change Hone Se Pehle.
o
Ab Apko Upload Pe Click Karna Hoga. Upload Par
Click Karne Ke Baad Template Ko Select Karo.
o
Fir Upload Pr Click Krke Use Upload Hone De ,
o
Kuch Der Baad Aapka Template Upload Ho Jayega.
o
Ab Aap Us Layout Me Ja Kr Uske Widget Ko Sahi
Tarike Se Set Kar Sakte Ho.
Ab Aap Template Upload Karna Sikh Chuke Ho ,Abhi Bhi Koi DiKt
Aati Hai To Aap Comment Me Bhi Bata Sakte Ho , Mai Aapki Puri Help Karuga, Aap
Hamara Email Subscribe Lena Na Bhule Taki ,Bhavisha Me Jab Kabhi Hum Blogger Ke
Baare Mai Kuch Bhi Information Dale Wo Aapko Email Ke Jariye Mil Sake.
Thank
You.
No comments: