Tips To Choose a Good Template For Blogger In Hindi
Blogger Template Ko Kaise Choose Kare
Hello Reader Aaj hum baat karege ki Blog ka template kaisa
hona chahiye. Aap bhi apne blog ko ya website ko achcha look dena chahta honge.
Lekin aap ye bhi sochte honge ki blog ka template kaisa hona chahiye.
Aaj mai aapko iske baare mai btauga ki kaisa aapke blog ka template aapke
website ki value ko bada sakta hai.
Ye baat to aapne bhi sunni hogi ki pahla impression aapko ek nai uchayo
pr le ja sakta hai. Aapke template ka look apke readers ke man me aapke liye
achche relationship ka work karti hai.
Konsa template achcha rahta hai aapke liye.
Tips to choose a good template for Blogger
Read Also-: Tops 8 Online Photo Editing Websites In hindi
Aapko tips ke jariye batana chahuga ki achche template ko choose kaise kare.
Agar aap achche achche article likhte hai. Jo ki ek high rank pa sakte
hai. Lekin aapke template ki wajah se wo un high rank ko nahi pa sakti.
Aap kisi bhi successful blogger ko dekh lo uske blog mai aapko kya
sabse achcha milega wo hai template. Unka template hi asa milega ki aap uske
article ke alawa aap uske baki ki post ko bhi padna pasand karoge. Iska
sirf ek hi karan hai ki unka template bahut hi achcha hota hai.
Unko pta
hai ki achcha template kya kam kar sakta hai. Waise aapne seo friendly template
likha hua dikh jata hai to aap uske hi piche hi lag jate hai. Lekin brother ek
baat bata du ki ye sirf ek feature hai. Jo aapki post pr nirbhar karta
hai.
Tips to get a high rankings template full responsive and greatest Looking in Hindi.
1. Ek achche blog ke liye template mai kam se kam two sidebar hone
chahiye. 3 sidebar bhi achche hote hai lekin, two sidebar me template ki
speed achchi hoti hai.
2. Template ko choose karne se pahle ye dekh le ki isme header mai ad
sport krta hai ya nahi kyoki header ad ka impression aapke reader pr bahut hi
achcha padta hai. Or kam se kam usme 3 ad slots hone chahiye.
3. Or jo best template site aapko seo friendly template dene ki
baat karti hi. Usme ye dekhna chahiye ki kya wo template seo sport
hai. Uske aage aapko uske seo check link milega aap use open karke check
jarur kare.
4. Google Fonts ka istmal kiya hua hona chahiye. Font se aapke
template ko looking milti hai. Isi liye aapko jo bhi font pasand ho aap usse
use kare.
5. Most important point for blogger template ke liye ye hai ki aapka
template ko responsive hona bahut jaruri hai. Agar aapka blog template
responsive nahi hai to aapko bahut sari dittak a sakti hai. Isiliye
responsiveness jarur check kar le.
6. Aap premium template bhi kharid sakte hai. Usme aapko support
mil jayega. Jisse aap template ko high rank bana sakte hai.
6. Aapka template thumbnail hona chahiye.
7. Uska speed time achcha hona chahiye warna log blog pe aane se pehle
hi wapas chale jayege.
8. Bar bar template ko change mat kare. ye aapke reader pr effect dalta hai.
9.Create Effective two widgets .beacause blog ko pora padhne ke baad wo aapki baaki ki post ko bhi achche se study kar sakta hai.
agar koi or tips aapke pass hai to aap comment me bata sakte hai , mai post ko edit karke likhdyga . aap apne reader pr jyada dhyan dena kyoki template ko set karne ke baad. ek yeh hi kam bachchta hai.
Tags- Help To Making A Template, make Template seo Friendly,Template kaisa Jaruri hai,nice template, templates for blogger
Read Also-:
No comments: