Keyword Ko Post Mai Kaise Use Kare
Keyword Ko Post Mai Kaise Use Kare
Dear Reader Jab bhi aap google par kuch bhi search karte ho to wo Internet par padhi us se related post ko apne search tab me dikhata hai. Agar aap bhi apni post me keyword ko dalna chahte ho to mai aapko aaj sahi dang se batauga.
Keyword ek chota sa word hota hai. Jise aap bolte hi samjh jao ki iska matalb kya hai. Example ke liye 'money' ek word hai. Aapke dimag me money word aate hi aapke dimag ne sochna suru kr diya ki iska matlb kya hai. Or humhe answer mila paisa. Hmare dimag ne sochna suru kr diya kiya baat paise se related ho rahi hai.
Thik isi parkar jis kisi word ka ek achcha sa matlb nikle wo keyword hota hai. Ab baat karte hai ki kaise keyword ko post me dale.
How to insert keyword in post
Agar aap bhi chahte ho ki aapki post bhi search engine me show ho to aapko post me keyword ko use karna hoga. Keyword traffic ko badhata hai. Ek achcha keyword aapki blog ko high rank dila sakta hai lekin. Or ek galt keyword usse low rank bhi dila sakta hai. Isi liye keyword ko dhyan se dalna chahiye.
Tips to insert a good keyword in Hindi
Keyword ko use karne ke liye pehle aapko ye dekhna hai ki aapki post kis baare mai mai, word ko ussi ke baare mai use kare. Kabhi bhi keyword ko lamba na likhe. Keyword ko comma lagake mat likho.Ase word use kare jo aap search karte time use karte ho.
Keyword ko title me use kare. Use description me dale.
Aapko post me chote chote word ko use karna hai. Aap dekh sakte ho ki is post mai maine kaise keyword ko use kiya hai. Post ke last me tag laga kr bhi use kr sakte ho.
Or post ko minimum 400-500 word me se 40 key use kar sakte ho.
To dost ye post kaisi lagi aapko. Ye aapke bahut hi kam ki post hai jo aapko keyword ki sahyta se traffic badane me madad karegi. agar aapka koi swal hai to comment me puch sakte ho.
Here Is A Collection Of Huge Programs, Download Free Software, Books,Project Etc.You Also Can Learn C, C++, Java ,ASP.Net And Blog & Website Designing Click Here
ReplyDeleteKafi achhi jankari di hai aapne
ReplyDeletethank you brother
DeleteNice Trick. You are doing good :) Aise hi mehnat karte rahiye.
ReplyDeleteधन्यवाद ą¤ी, ą¤ृपया ब्लॉठपर बनें रहे।
Delete