महिलाओं का दिल कैसे जीते
Kaise Jeete Mahilao Ka Dil
Help To Making Me Aapka Suvagat Hai
Asa mana jata hai ki mahilao ka dil jeetne ke liye kaval unki
tarif hi kaphi hai. yaha dil jeetne ka matlab hai ki mahila aap pe bharosha
kare, aapse apni sabhi baate share kare,asa keval tariff karne se sambhav nahi
hai. lekin ha vastav me aap unka dil jeetna chahte hai to aapko kai paryas
karne honge.unki baate sunni hogi, unka dhyan rakhna hoga,unki madad karni
hogi, eske alawa bhi kai tarike hai jo aapko unke dil ka khas bana sakte hai.
Agar aap kisi mahila ke dil ko piglana chahte
hai to uski madad kare. Ghar ke chote chote kamo me uska hath batvaye, weekend
pr aap uske liye kuch special bana sakte hai, shopping me uski madad kar sakte
hai. esse unhe khas hone ka ashas hoga or aap unka dil jeetne m safal honge.
Mahilao ko uphar bahut hi pasand aate
hai. koi achcha sa gift dekr aap unka dil aashani se jeet sakte hai. se kuch
romanchak banana ke liy kuch khas gift dijeye. Gift me aap ki anguthi vagara
bhi de sakte hai.kahi bhar gumne ka program bana sakte hai.
Aap jis mahila ka dil jeetna chahte hai
jahir si baat hai ki jitna ho sake uske karib rahe. Use ek khas naam se pukaro
jaise- sweetu ,aadi. Or fir dekhe wo aapko kitna pasamd karti hai.
Unka dil jeetne ke liye ye jaruri hai
ki aap unki baato se pyar kare. Pyar bara sipras unko piglane me madad karta
hai. Aap agar unke achche dost hai to ye jaruri nahi hai ki aap unhe khusi ke
palo me hi yaad kare , apne gumo ke palo me bhi yaad kare. Es se unhe ye ashas
ho jayega ki unki ahmiyat aapki Zindgi me kitne hai.
Apne dosto ke sath is article ko share karna na
bhule
To Dosto Aapko Ye article kaisa Laga . Please Yaar
ek comment karke Jarur Bataye. Please.
Hahahahaha. So nice Mukesh ji :) :). Apni wife ko impress karke ke liye main inme se kuch point hamesha use karta hu. Like muskaan, Khubsurti, or kaamo me haath batana.
ReplyDeleteThank you sandeep ji. Jab aap comment karte ho to achcha lagta hai.
DeleteApke blog ki tarah hi aapse bhi prerna milti hai.
बहुत अच्छी कोशिश मुकेश जी .....बहुत अच्छा आर्टिकल लिखा है आपने .....लेकिन अगर आप इसे point wise लिखते तो और बेहतर होता ...
ReplyDeleteआपका धन्यवाद,
Delete... गलतियों को सुधारने की कोशिश करूंगा और आर्टिकल को ओर अच्छा लिखने की कोशिश करूंगा
वाह मुकेश जी, क्या खूब आर्टिकल लिखा है आपने। धर्मसंकट के समय इनमें से कुछ तरीके बहुत काम आने वाले हैं। अच्छा लिखा है। कभी आइए मेरे ब्लाग पर भी।
ReplyDeleteधन्यवाद जी,कृपया ब्मैंलॉग पर बनें रहे, मैंने आपका ब्लॉग देखा बहुत ही अच्छा है।
Delete