सावधानी! बरतें वरना आप हो सकते है शिकार

Sawdhani Bartiye Varna Aap Bhi Ho Sakte Hai Shikar


Dear Reader aaj hum kuch apke kam ki baaton ke baare mai baat karege.jab bhi aap kisi site ka upyog kare to aap us pr apna account bhi kholte honge. Account me aap apne personal infomaton bhi dette hai . jo aapke liye galat sabit ho sakti hai. agar aapko kuch tips ke bare me pata nahi ho to. 


Kya Kya Shawdhani Bartay


·        Sabse pehle site ko use karne se pehle ye dekh le ki site ka address bar me https// se suru hai ya nahi isme s ka matlab hota hai ki ye site secour hai.
·        Iske baad check kare ki bar me side me tale jaisa sign hai ya nahi.
·        Or tale wale sign me hare rang ki box si hoti hai jo ssl manak ki hoti hai
·        Or Browser ko latest rakhe yani usko time to time update karte rahe.
·        Account me login karke ek baar dekh le ki pichli baar khata kab khola gya tha.
·        Cyber café se internet banking mat kare.
·        Hamesa achcha sa antivirus computer mai rakhe .

Or y baat mat bhule ki internet jitna humae liye labhkai hai , uski pakar gyan na hone ke karna utna hi hanikark nhi hai.

Comment karne apni ray jarur de dost please.


No comments:

Powered by Blogger.