Facebook Virus Se Kaise Bachhe

Facebook Virus se kaise bachhe

Hello Reader aaj mai aapko kuch jaruri suchna dene wala hu. Aap agar facebook use karte hai to aapne hel hi mai facebook me change dekha hoga ki kaise bina aapke koi bhi post group mai share ho jati hai , or ye post bhi bahut hi gandi hoti hai.  to dosto aaj mai isi ke baade me aapko batauga.

Facebook me virus ne apna ghar bana liya hai .agar wo virus aapke dost ki profile me hai to aap ko bhi khatra hai . ye virus kam kaise karta hai ye bta deta hu . jab aap kisi galt file ya link pr(sex related link) click kar dete ho. To us link me mojod virus aapki profile me chla jata hai or apke aapke sare group me share ho jata hai. or koi bhi us par click  karta hai to wo bhi uske profile me chla jata hai.  

Kaise bache us virus se

Agar aap us virus se bachna chahte hai to meri ek ray manni hogi please kisi bhi link pr click mat karna . link ka matlab hai ki agar aapko koi sex se related koi link dikhyi deta hai to us pr click mt karna . 

Or apne profie me jake active log me apni activity check kar lo . agar isme aapko kuch galat didhayi deta hai to aapko satrk 
 hone ki jarurt hai.



Agar aapke pass koi group hai to aap uski privacy ko  change karna hoga .taki agar koi bhi kuch bhi link share kare to sabse pehle aapse approvel leni hogi. Or aprovel me wo aapko dikh jayega. Fir aap use delete kr dena . isse aapke group ki security bhi badh jayegi. 

Or aap ye suchna facebook ko bhi de sakte ho. Ye baat jarur dobara kahna chahuga ki kisi ase link pr clieck mat karna. Varna nukshan aapka hi hoga ,kyoki wo aapke relative ko bhi dekhayi dega or aapke bare me kya sochega. Ki aap kis kar lena achchi baat hai. nature ke aadami hai.

Karipa karke is post ko logo tak pahuchaye. Sabhi ki bhalayi hogi. Or aapke friends bhi isse bachch jayege. Ye virus aapke profile me jata hai us me se password ko churata hai . or aapke pc ya phone me chala jata hai. jisse aapko hi nukshan hai. facebook bhi abhi dekh rahi hai ki yeh koi bug hai ya koi attak .halaki facebook ne abhi iske bare me kuch kaha nahi hia ki ye kya hai. ho sakta hai wo apne visiter ko khone ke dar se nahi bata rahi ho. Kuch kahna muskil hai , lekin apni security rakhna achchi baat hai.

Agar aapka koi question hai to mujhe comment ya contact kar skte ho. Thank you.
 

No comments:

Powered by Blogger.