Apne Pc Ko Update kaise Kare

Apne Pc Ko Update Kaise kare

Agar Aap Original Window os ka upyog kar rahe hai to aapke Os me time to time kuch update aate rahte hai jinhe log aksar nakar dete hai.ye udates aapke pc ko virus, bug ya or bahut sari cheejo se aapke pc ko bachate hai.

 Ha or ek baat ye aapka database ko bhi update krte rahte hai. isiliye update karna important hai. Waise to auto new updates window me aate rahte hai , lekin kai baar pc me auto  update wala option band ho jane pr wo show nahi hote.


Apni Window-8 Ko Update Karne Ke Liye

Sabse pehle pc ko start kar le.or fir on hone ke baad mouse ko pc ki screen me right side me leke jaiye. Jisse aapke samne ek side bar open hoga. Is bar me search button pr cleak kare click karne ke baad us me window update likh kr search kare. 

Search karne ke baad aapke samne kai option open hoge. Un option me se aapko Check update pr click karna hai.uske baad check know pr click karna hai.iske baad job hi update aata hai aap usko vahi se install kar lijiye.

Agar update karne mai koi dikat aa rahi hai to aap mujhe comment mai puch sakte ho.


4 comments:

  1. Namaskaar Mukesh Sharma ji. aap acha Blog Likhte hai par aap apne Blog me Kuch galtiyan kar rahe hai. Agar aap Blogging se sach me Paisa kamana chahte hai to hindisehelp.com ke sath Jude. Thank you

    ReplyDelete
    Replies
    1. thanx for comment . please mujhe btaye ki mai kya galti kar raha hu

      Delete
  2. sir, mein windows 7 use karta hu pairatrd kiya ise update kar sakta hu? ha to kaise? Koi notifications vi ata nahi Q. Pl batayen.

    ReplyDelete
  3. Mere paas old core2do,2gb,500Hdd,window xp version P.C.hai.Main ise Music Programming/Recording ke liye use karna chahta hun.Please mujhe guide kare!

    ReplyDelete

Powered by Blogger.