घुटनों के दर्द से छुटकारा पाने के लिए आजमाये ये उपाय
घुटनों के दर्द से छुटकारा पाने के लिए आजमाये ये उपाय
Ghutno ke dard se kaise bache
Ya fir jarurat se jyada kam karta hai to usko bhi
bimari lag sakti hai. har cheej ki limit hoti hai. koi bhi cheej ho usko car
insurance ya ya jivan bima ki tarah apne sarir ko bhi extra power deni ho. taki
wo thik rah sakte.
Ab mai aapko ghutno ke rog ya ghutno ke dard ke bare me batunga. Ye rog sarir
me vat or blood ki kami ke karan hota hai. or ye un aadmiyo ko jyadatr hota hai
jo mote hai or aalsi bahut hote hai. in aadmiyo ke vajan jyada hone ke karan
ghutno ki haddi ke jodo pr jyada vajan ho jata hai jis se ghutno ka dard ya rog
ho jata hai.
Agar sarir mai kahi bhi
bina vajah dard hone lage to samajh jao ki us bhag me co2, pani, ya anay koi
jahrile padarth jama ho gye hai. ghutne hamre sarir k eek mahtav puran ang hai.
ghutno pr hi hamre sarir ka sara vajan tika hota hai. isiliye hamne ghutno ki
dekhbhal achhi tarah se karni chahiye.
Ghutno mai dard ke upchar
Jaha dard ho ghutno me vaha pr pahle to tel laga le or fir
aak ke patto ko garam karke us jagah pr laga le jaha dard ho raha hai. or fir
uspe koi rui ko lappet kr kisi kapde se achhi tarah se band le.
Ghutno ke dard ke liye
no.1 ilaj hai
jo mai aapko batane ja raha hu. 2 litter pani lekr usmai thodi si neem ki patti
dal de . or thoda sa mathidana ajvain or ek adha chamach namak ko dal kr usko
ubal le. Or jab ye thanda ho jaye to usko utar de or fir thoda sa thanda karke
ismai kapde ke 2 chote chote tukade dal de. Fir unko nikal kr apne ghutno pr
laga kr sikhayi kare. Isko karne ke baad aapko ghutno me 100% aaram ho jayega.
Ghutno ke dard ko thik
karne ke liye aap har roj 4-5 lahsun ki kaliyo ko pani ke sath lene se bhi
aapka ghutno ka dard thik ho jayega. Or ya fir raat ko sote time aap 100-130
gram khajur ko aap pani me bigo kr rakh de subah usko chabakr kha le . kuch
dino tak khane se aapka dard thik ho jayega.
Jisko bhi ghutno ka dard
hai usko subah subah suraj ki kiran me bath kr apne ghutno ki malish larni
chahiye.
Herbal supplement empowered with the remedial properties of ayurvedic herbs that are effective in treating arthritis and joint pain. visit http://www.jointpainclinic.com/body-aches-pains-natural-relief-for-muscle-joint-pains.html
ReplyDeleteGive herbal supplement a try for neck pain. It cures both causes and symptoms of neck pain.It has no ill health effects.
ReplyDelete