अमरूद खाने के क्या लाभ होते हैं, आओ चलो जाने

Amrud Ke Fayade Kya Kya Hote Hai


Amrud khane me bhi bahut hi swad ka lagta hai. Amaru ka fal hamre liye bahut hi achcha hota hai. Yah bahut sari bamari me kam aata hai.

Amrud Ke Labh Kya Hai

Maine aapko bataya hai ki amrud ke kai labh hai jo mai aapko yaha pe bata HU.

1. Agar aapko aadha sir me dard hai to ek kachche amrud ko aap kundi me ghis kr uska lap apne mathe pr ek week tak lagaye to aapka aadhe sir ka dard bilkul thik ho jayega. Yah paryog hame subah karna chahiye.

2. Amrud ke patto ka ras 10g ki matra me nikal le. Or uske sath aap pisi hui 10g misri bhi paryog kar sakte hai. Ye paryog aap lagatar 21 din kare to aapko bhukh ki samshya thik ho jayegi. Iske sath hi aapke mukh pr bhi sunderta aayegi.

3. Amrud khane se ya fir amrud ke patto ka ras pine se bhang ka nasha utar jata hai.

4. Amrud ke beej nikal kr uske 100g tukde le ke usko pani me bhigo do. Fir 4 hour ke baad ab in tukdo ko nikal ke fek de. Or bache hue pani ka paryog aap madumai ( Sugar rogi)  ko pila de to usko bahut hi labh milega.

5. Kya aapko pata hai ki amrud ke patto ko chabane se muh ke chale thik ho jate hai.

6. Sahad ke sath agar aap ek ya do amrud khane se aapme aap me shakti or bahut hi jyada furti aa jayegi.

7. Subah sham ek ek amrud khane se aapka pachan tantar thik rahta hai. Amrud khasi me bhi kam aata hai.  Or sath me amrud hamre chidchidepan ko dur karta hai or tanav se mukti delata hai.

Aapko ye post kaisi lagi comments ke jariye jarur bataye.

Keywords:  amrud khane ke kya kya labh hai, amrud se ilaj kaise kare,  amrud le upyog.

1 comment:

  1. आपने सच कहा। अमरूद खाने के बहुत फाएदे हैं। एक से बढ़कर एक फाएदे। मैं पिछले साल अपने घर में 2 अमरूद के पेड़ इसी बात को ध्‍यान में रख कर लगाए थे। हालांकि अभी पेड़ बड़े नहीं हुए हैं। लेकिन उम्‍मीद है कि जल्‍दी ही इस लायक हो जाएंगें कि फल देने लगें।

    ReplyDelete

Powered by Blogger.