आँखों की रोशनी बढ़ाने के लिए आसान उपाय
Aakho Ki Roshni Kaise Tej Kare Ya Aakho Ki Roshni tej Karne Ke Upaye
Dosto bhagwan ne hame sabhi
jivo me sabse sunder or sabse jyada budiman bhi banaya hai. Us bhagwan ne hame
is sansar ko dekhne ke liye bahut hi sunder do aakhe di hai. jin ki madad se
hum is sansar ko dekh pate hai.
lekin umar ke sath sath har cheej me kami aane
lagti hai. usi parkar umar ke sath sath hamri Aakho me bhi kami aane lagti hai.
Iska bhi ek karan hai ki
kyo umar ke sath hamari Aakho ki roshni kamjor ho jati hai.
hamre sarir me har
jagah masspesiya hoti hai or jab Aakho ki masspesiya kamjor ho jati hai ya fir
dili hone lagti hai to hamri Aakho ko bahut hi jyada asar hota hai.
Lekin agar Aakho ki roshni
umar se pahle ki kam ho jaye to ye ek rog ka roop le leti hai. esi liye hame Aakho
ka dhyan rakhna chahiye.
Mai yaha pr kuch Aakho ki roshni
tej karne ke upaye likh raha hu aap yaha se ye upaye aajma sakte
ho.
Aakho Ki Roshni Tej Karne Ke Upaye In Hindi
1. Jab Aap subah utho to
apni Aakho ko saf pani se dhona chahiye. Apni aapko me aapko thande pani ke
cheete marne chahiye. Is se aapki Aakho ki thakavat dur ho jati hai or aapki Aakho
ki roshni tej ho jati hai.
2. subah uthkr aapko khali
pet aadha chamch desi ghi le le or thodi si yani ½ chamch hi misri le le ab
isme 4-5 kali mirch mila kr usko kut le or uske churan ko chat le. Ye kam karne
ke baad aapko 2-3 kachche nariyal ki giri le ke usko thoda chaba kr khaye uske
baad thodi si sof kha le ye kam aapko 2.5 se 3 mahine tak karna hai is se aapki
aakhe ek dum thik ho jayegi.
3. is tisre point me mai
aapko kuch parahej batata hu. Aapko balo pr colour nahi karvana or sampu use
nahi karne ya fir aapko hair dry nahi karvani.
4. aap 1-2 chamch tirifala
leke usko mitti ke bartan me dal dena hai pani ke sath. Sabah isko chan kr iske
pani se apni Aakho ko dho lo aapki aakhe thik ho jayegi.
5. subah uth kr hari gharas
me aapko kam se kam 15-25 mint tak nage pair tahlna chahiye. Is se aapki Aakho
ki rohni tej ho jayegi.
6. aapko apne pairo ke
talvo ki malis sarso ke tel se karni chahiye. Nahne se pahle aapko apne pairo
ke aguthe ko sarso ke tel me pura dubona chaiyei. Is se aapki Aakho ki roshni
tej rahti hai.
7. Ab mai aapko bata du ki
kin kin cheejo ka upyog karna chahiye. Jis se aapki aakhe achchi bani rahe.
Aapko palak, patta gobhi, hari sabjiya or pile fal kha sakte hai.
8. Aakho ki rosin ko badane
ke liye aap har roj 2-2 gajar khani chahiye. Aap gajar ka jus bhi pi sakte ho.
9. Har roj TV dekhne se
hamri aakhe kamjor ho jati hai. isiliye TV to bilkul na ke barabar dekhna
chaiye. TV Aakho ko sabse jyada nukshan pahuchata hai.
10. Mobile Ka jyda use nahi
karna chahiye. Is se bhi hamri aakhe kharab hoti hai. computer kea age aapko
jyada ter tak nahi bathna chahiye. Apne bhojan me aapko soya bin ka upyog karna
chahiye.
11. Apni Aakho ki tej roshni
karbi hai to aap apne bhojan me pyaj or lahsun ka bhi shamil kar le. Kyoki in
me salfar hota hai jo Aakho ke liye achcha hota hai.
To Dosto ye thi kuch aasan
si tips Aakho ki roshni badane ke liye. HelpToMaking ke bare me apne dosto ko jarur bataye. Aaoke dost ko bhi labh
hoga.
howtech tutorials learn computer internet , technology tips & tricks with easy steps
ReplyDeletehow to increase ram using hard disc? free increase ram up to 10 GB via HDD