चावल के क्या क्या फायदे हैं आपको पता है, नहीं तो जानों ना

Chawal (rice) Ke Upyog

Chawal ke fayde

Chawal ke baar mai to aap sabhi jante honge. Bharat me to Chawal ko to mukhya bhojan ke rup me khaya jata hai. kya aapko pata hai ki Chawal bahut hi gunkari hota hai.

Chawal halka or jaldi pachane wale bhojan hota hai. ise bimari mai bimar or ek sawast aadmi sabi pasand karte hai.

Apne sarir ko sahi rakhna hai to aap raat ko roti kam khaye. Aap Chawal ka paryog har roj kar sakte hai halka halka. Aapka swasthya bilkul thik rahega.

Chawal jitna purana hota hai wo utna hi gunkari hota hai. Chawal ko uske safed pani ke sath pakana chahiye nahi to uske sare protins or vitamins sab khatam ho jate hai.

Jinko kuch bhi nahi pachta ho to aap unhe thode se Chawal me dudh dal ke de de or usko 20-25 minutes ke baad khne ko bole. Unko bahut hi aaram hoga.

Maine aapko pahle hi bataya tha ki Chawal bahut hi labhdayak hai. ye bahut sare rogo me bhi kam aata hai. kisko pet me jalan hoti ho ya sujan ho ya kisi bhi parkar ki mutar problem ho to usko sadha Chawal jismai na to namak ho or na hi usmai nimbu ka ras dala ho. bahut labh hota hai.

Aapko pata hai ki Chawal aapko bal bhi pardan karta hai. Chawal me dal , namak, adrak or hing,mirch milkr banaya jaye to ye aapke sarir me bal paida karta hai or aapki budhi ko bhi badata hai.

Yadi bhang ka nasha jyada ho jaye to aap Chawal ko chone pr uske dhoye hue pani me aap 2 chutki khane ka soda or sakar milakr pila de to uska nasha utar jata hai. ye ilaj mutar ke rogo ke liye bhi hoi.

Suraj ke chipne se pahle Chawal ki khil me sahad mila kr kha jaye or fir so jaye aisa karne se aapka adhe sir me dard thik ho jata hai.

Chawal ke or bhi bahut sare fayde hai. aap chahye to apne bade budo se puch sakte hai.

Keyword: chawal ke kya fayde hai, chawal kaise khaye, chaval kaise khane chahiye, chawal sarir ke liye kitne jaruri hai

No comments:

Powered by Blogger.